Lag Ja Gale
Album: Woh Kaun Thi
Lyricist: Raja Mehndi Ali Khan
Music: Madanmohan
Language: Hindi
Music Label: Saregama
Lag ja gale.. mmm… Haseen raat.. mmm… Lag ja gale ke phir yeh Haseen raat ho na ho Shaayad phir iss janam mein Mulaaqaat ho na ho (2x) Lag ja gale…… Humko mili hain aaj yeh Ghadiyaan naseeb se (2x) Jee bhar ke dekh lijiye Hum ko kareeb se Phir aap ke naseeb mein Yeh baat ho na ho Shayad phir is janam mein Mulaqaat ho na ho Lag ja gale…… Paas aaiye ke hum nahin Aayenge baar baar (2x) Baahein gale mein daal ke Hum rolein zaar zaar Aankhon se phir yeh pyaar ki Barsaat ho na ho Shaayad phir is janam mein Mulaqaat ho na ho Lag jaa gale ke phir yeh Haseen raat ho na ho Shaayad phir iss janam mein Mulaqaat ho na ho Lag jaa gale…..

0 Comments