Producer :Arvindr Khaira
Music
Label :Desi Melodies
Kuch Bhi Ho Jaye Lyrics
Main baarish ka mausam hoon Tujhe ek din bhaunga Ho do din deke khushiyan Hashar tak le aaunga
Main baarish ka mausam hoon Mera aitbaar na karna Kuch bhi ho jaaye yaara Mujhe tu pyaar na karna Ho akhiyan hongi teri Phir paani ka jharna Kuch bhi ho jaaye yaara Mujhe tu pyar na karna
Tumne sudhara tha Tumne bigaada hai Tumne kiya jo kiya Hum to kabhi na the yoon bewafa Par tune bana diya
Tumne sudhara tha Tumne bigaada hai Tumne kiya jo kiya Hum to kabhi na the yoon bewafa Par tune bana diya
Ho Jaani kolon door reh tainu samjhawan Mera ki pata main kal mar jaawan
Ho Jaani chhod chuka hai Ab to maut se darna Kuch bhi ho jaaye yaara Mujhe tu pyar na karna
Ho akhiyaan hongi teri Phir paani ka jharna Kuch bhi ho jaaye yaara Mujhe tu pyar na karna
Main itna badal chuka hoon sanam Tujhse judaaiyan kar ke Ke ab mazaa aane laga hai mujhe Bewafaaiyan kar ke
Main itna badal chuka hoon sanam Tujhse judaaiyan kar ke Ke ab mazaa aane laga hai mujhe Bewafaaiyan kar ke
Soch tere baare junoon mil jaata hai Chhod kisi ko sukoon mil jaata hai
Ho pata nahi kab kiski Hai baahon mein marna Kuch bhi ho jaaye yaara Mujhe tu pyar na karna
Ho akhiyaan hongi teri Phir paani ka jharna Kuch bhi ho jaaye yaara Mujhe tu pyar na karna
0 Comments