Song Detail.. Singer: Adnan Sami Music: Kunaal Vermaa Lyrics: Kunaal Vermaa Director: Arvindr Khaira Starring: Adnan Sami and Adah Sharma Music Label: T-Series
Tu Yaad Aya Lyrics
Hui mohabbat ki baat fir
Sataa rahi hai ye raat fir
Bhiga rahi hain in ankhon ko
Bewakt ki ye barsaat fir
Se aa gaya labon pe
Kyu naam tera bata
Tu yaad aaya Tu yaad aaya
Tu yaad aaya Hai aaj fir
Jo teri baaton Ne dil dukhaya
Tu yaad aaya Hai aaj fir
Kabhi ye saansein Thi bas tumhaari
Jo ab hain zaaya, fuzool hain
The khwab jin Ankhon mein wafa ke
Waha judaai ki dhool hai
Guzar gaya tu main hi wahaa hoon
Jahaan tu aaya na lautkar
Na phir kisi se ye dil lagaaya
Tu yaad aaya hai aaj phir
Mujhe hawaayein Suna rahi hain
Jo baatein hum tum, bhula gaye
Hain aate jaate Mujhe bhigaa te
Kyu aaj mausam, rulaa gaye
Use tallaashu jo kho gaya hai
Kahaan milega vo humsafar
Jise tha maine kabhi bhulaaya
Kyu yaad aaya hai aaj phir
Tu yaad aya, tu yaad aya
Tu yaad aaya hai aaj phir
Jo teri baaton ne dil dukhaya
Tu yaad aaya, aaj phir
Ho.. meri jaan, yaad aaya
Tu yaad aya…
0 Comments